Funny Shairy | Funny Poetry | funny poetry funny poetry for kid funny urdu poetry funny in poetry sms urdu funny poetry post urdu child funny poetry funny love poetry
Mazahiya Shairy
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ...
ke kyon kabhi kabhi mere
dil mein khayal aata hai??
Sheeshi bhari gulab ki, sheesha chatak gaya,
Buddhi ne aankh maari, buddha latak gaya.
Gul Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye
Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Reh Gaye.
***ABHI ABHI***
***ABHI ABHI***
"Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo
Aab main dil ki hard disk pe aur kitni files daaloo
Apne chehare se ruswaai ka error to hatao
Ai jaaneman apne dil ka password to batao
Woh to hum hain jo aap ki chahat dil main rakhte hain
Warna aap jaise kitney hi softwares bazaar main bikte hain
Roz raat ko aap mere sapne main aate ho
Mere pyar ko mouse bana ke ungaliyon pe nachaate ho
Tere pyar ka email mere dil ko Lubhataa hai
Par beech main tere baap ka virus aataa hai
Aur karvaaoge humse kitnaa intezaar
Hamaare dil ki site pe kabhi enter to maro yaar
Apni insult ka badalaa dekhna main kaise loonga
Jaaneman tere baap ko Shift Delete kar doonga
Aap jaiso ke liye dil ko cut ker diya karte hai
Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai
Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style
Aapke adaaon ki hamne save hai kar li file
nice funny shairy
Humne Socha Sirf Hum Hi Chate Hai App Ko,
Par Appko Chahne Walon Ka To Khafela Nikla,
Dil Ne Kaha Ki Shikayat Kare Khuda Se,
Par Wo Khuda Bhi App Ko Chachne Wala Nikla:
reh reh ker mujh ko to bas ek hi khayal ata hai,
wo kambakht na janay kaun se sabun se nahata hai.
funny bollywood poetry
Woh kahte hai "Hum dil dechuke Sanam"
Phir kaise Akhir "Haseena maan jai gee"?
Jab "Dil walai dulhania lejain gey"
Tu phir kion mujhe "Kuch Kuch huta hai"?
Doost kahte hain.. "Chalo Ishq Larayin"
Meri "Shakti" ne mere "Dil" ko "Kante" banadia hai
phir bhi "leker hum dewana dil" kehne chale "Dil hai tumhara".
I want to share everything with u
Your sadness, ur happy moments
Every single second of the day
Let’s start with
Your bank account.